Verification aapke ache se kaam ke liye aap ki suraksha, aapke account ko bahari khatre se bachane aapke paise surakist rakne ke liye aur sath eh aramdayak witdraw ke liye jaruri hai.
Is 4 tarike se aap aapka verification kar sakte ho aapke Personal Area se:
- "Profile setting" main aapko waha par aapke avtar par jake aapko click karna hai.
- Verification page par ID verification par click kare ya phir is diye hue link par click kare.
-
Sari cheese fill kare aur sare details ko ache se bhare joh aapke ID ko match kar sakenge.
-
Aapke passport ki colour wali image ya phir aapki koi bhe national ID ki 'jpeg', 'png', 'bmp', or 'pdf' format main bhej di jiski size 5 mb se jyada na ho.
- Uske baad aapki request aap bhej de. Aap jaldi he verify ho jaoge.
Aap aapke verification ka status aapke personal area main verification ke page par jake check kar sakte hai. Jaise he aapki request accept ya phir reject hogi aapka status us page par dikh jayega.
Jaise he aapka verification pura ho jayega aapko iske bare main email aa jayega, aapke samzadari ke liye bahut dhanywaad.