Jab aap trading account open karte hai, tab aapko 2 passwords milte hai: trading aur investor (read-only).
Aap ye password aapke dusre trader ko dekhne ke liye de sakte hai; order open karne ka option band rahenga.
Agar aap aapka investor password bhool gaye hai, toh aap MetaTrader4 platform se usko change kar sakte hai.
Ye hai 4 simple steps hai:
- Ekbaar aapne aapke MetaTrader4 platform par login kar diya, kripaya, "Tools" menu ko dhunde aur click kare "Options" par.
-
"Options" window main, kripaya, click kare"Server" tab par taki to account details samne aye, uske baad click kare "Change" par.
- Ekbaar "Change Password" ki window khuli, aapko jaruri cheese waha dalne kiaapke current trading password main dalne ki, uske baad choose kare "Change investor (read only) password" option aur uske baad enter kare aapki nayi aapki pasand ki investor password.
-
"OK" par click karna na bhule tak changes save ho jaye.