Pahle aap sabse pahle is link ko check kar le. Waha par aapko kuch valuable tips milenge.
Shuru karne ke liye ye 3 steps hai:
- Open kare ek real trading account.
- Deposit kare funds aapke account main (sirf Real accounts) joh method aapke country ke liye available hai.
- Hamare website se tranding platform ko download kare and aapki device pe install kare.
Abhi aapko trade karna hai thik hai. Kya aapko pata nahi hai ki kaise karna hai? Ise ek baar dekh le:
Kaisekare open/close order (position)?
Yaha pr kuch tarike hai isko karne ke:
- Choose kare “Tools” → “New order” program menu main se.
- Double-click kare us naam ke trading instrument “Market Watch” window main jake .
- Click kare “New Order” button joh toolbar par hai.
- Press kare F9 key keyboard se.
Jab aap position open karte hai toh uske baad in fields ko bharna jaruri hai:
- Symbol – choose kare instrument trading ke liye.
- Volume – set kare volume order ka (number of lots).
- Stop Loss – set kare Stop Loss level (jaruri nahi). Agar ye 0.000, phir considered kijiye ki voh order place nahi hui hai.
- Take Profit – setting karna Take Profit level ye bhi jaruri parameter nahi hai. If agar ye 0.000, phir considered kijiye ki voh order place nahi hui hai.
Dhyan rakhe! Agar Stop Loss aur Take Profit levels kafu pass rakhe hai current price ke phir, aapko ye error message ayega: “Incorrect S/L or T/P”. Aapko ye level current price se change karke wapas request dalni hai.
Pending order.
Agar aapko pending order open karni hai, please, press kare F9 key aapke keyboard se aur “Type” menu main choose kare “Pending order”.
Closing kare position ki
Position ko close karne ke liye, please, right-click kare order par “Trade” area main se chart ke niche hai aur choose kare “Close order” on the menu. Dusra tarika hai close karne ka order ka double-click kare “Trade” area main.
Woh order jiski set levels Take Profit and/or Stop Loss ki set hai voh close automatically ho jayegi jab price diye hue prie par pahchgi Take Profit ya Stop Loss ke. Long position close hogi Bid price par, aur Short position – Ask price par close hogi.
Agar aapkoMetaTrader platform ke bare main janna chahte hai toh aap you can contact kar sakte hai MetaTrader developers’ website pe.
Aur agar aap PC version terminal ka use kar rahe hai, toh aap dekh sakte hai detailed description software ke function ka press karke "F1" key keyboard se.
Tutorials
Aap kuch useful tutorial videos hamare website par dekh sakte hai.
Uske sath he, ham recommend karte hai ki aap Forex Guidebook ko padh le.
Aapko ye bata diya jata hai ki, unfortunately, kisi bhe halat main hamare customer support team consult nahi karti hamare customers ko trading and trading strategies issue ke upar. Agar aapko jyada jankari chahiye practical knowledge ke upar, yaap internet par dekh sakte hai. Aap Demo account open karke trading condition kaam kaise karte hai real account ko ye bhe check kar sakte hai. Understanding ke liye dhanyawaad!